Original singer: Mohd. Rafi
Here is my version/rendition.
V.S.Gopalakrishnan
7th Feb 2012
This song has an ineffable beauty. Very exquisite indeed.
Movie : Shola Aur Shabnam
Lyricist : Kaifi Azmi
Actors : Abhi Bhattacharya, Vijayalaxmi, Mubarak
Music Director: Khayyam
LYRICS (jhunkar.com)
jaane kya dhoondhti rehti hai
ye aankhe mujh mein
raakh ke dher mein
shola hai na chingaari hai
jaane kya dhoondhti rehti hai
ye aankhe mujh mein
raakh ke dher mein
shola hai na chingaari hai
(1) ab na wo pyaar
na us pyaar ki yaaden baaki
aag yoon dil mein lagi
kuchh na raha
kuchh na bacha
jis ki tasveer
nigaahon mein liye baithi ho
main wo dildaar nahi
us ki hoon khamosh chita
jaane kya dhoondhti rehti hai
ye aankhe mujh mein
raakh ke dher mein
shola hai na chingaari hai
(2) zindagi has ke guzarti to
bahut achha tha
khair has ke na sahi
ro ke guzar jaayegi
raakh barbad muhabbat ki
bacha rakhi hai
raakh barbad muhabbat ki
bacha rakhi hai
baar baar is ko jo
chheda to bikhar jaayegi
jaane kya dhoondhti rehti hai
ye aankhe mujh mein
raakh ke dher mein
shola hai na chingaari hai
(3) aarzoo zurm wafa zurm
tamanna hai gunaah
aarzoo zurm wafa zurm
tamanna hai gunaah
ye wo duniya hai jahaan
pyaar nahi ho sakta
kaise bazar ka dastoor
tumhe samjhaun
bik gaya jo wo khareedar
nahi ho sakta
bik gaya jo wo khareedar
nahi ho sakta
jaane kya dhoondhti rehti hai
ye aankhe mujh mein
raakh ke dher mein
shola hai na chingaari hai
jaane kya dhoondhti rehti hai
ye aankhe mujh mein
raakh ke dher mein
shola hai na chingaari hai
Here is my version/rendition.
V.S.Gopalakrishnan
7th Feb 2012
This song has an ineffable beauty. Very exquisite indeed.
Movie : Shola Aur Shabnam
Lyricist : Kaifi Azmi
Actors : Abhi Bhattacharya, Vijayalaxmi, Mubarak
Music Director: Khayyam
LYRICS (jhunkar.com)
jaane kya dhoondhti rehti hai
ye aankhe mujh mein
raakh ke dher mein
shola hai na chingaari hai
jaane kya dhoondhti rehti hai
ye aankhe mujh mein
raakh ke dher mein
shola hai na chingaari hai
(1) ab na wo pyaar
na us pyaar ki yaaden baaki
aag yoon dil mein lagi
kuchh na raha
kuchh na bacha
jis ki tasveer
nigaahon mein liye baithi ho
main wo dildaar nahi
us ki hoon khamosh chita
jaane kya dhoondhti rehti hai
ye aankhe mujh mein
raakh ke dher mein
shola hai na chingaari hai
(2) zindagi has ke guzarti to
bahut achha tha
khair has ke na sahi
ro ke guzar jaayegi
raakh barbad muhabbat ki
bacha rakhi hai
raakh barbad muhabbat ki
bacha rakhi hai
baar baar is ko jo
chheda to bikhar jaayegi
jaane kya dhoondhti rehti hai
ye aankhe mujh mein
raakh ke dher mein
shola hai na chingaari hai
(3) aarzoo zurm wafa zurm
tamanna hai gunaah
aarzoo zurm wafa zurm
tamanna hai gunaah
ye wo duniya hai jahaan
pyaar nahi ho sakta
kaise bazar ka dastoor
tumhe samjhaun
bik gaya jo wo khareedar
nahi ho sakta
bik gaya jo wo khareedar
nahi ho sakta
jaane kya dhoondhti rehti hai
ye aankhe mujh mein
raakh ke dher mein
shola hai na chingaari hai
jaane kya dhoondhti rehti hai
ye aankhe mujh mein
raakh ke dher mein
shola hai na chingaari hai
No comments:
Post a Comment